बड़े Youtubers tags कैसे लगाते है || How to find viral tags || viral tags kha se le || viral tags
Tags क्या होते है ( in short )
Ager aap ek youtuber he to apko ye jarur pta hoga ki tags kya hote he ager apko nhi pta ki tags kya hote he to me apko bta du ki tags vo hote he jise aap youtube par search karke video dekhte ho ab baat aati he ki aise tags kha se le jisse ki humari video sabse uper show ho to dosto ager aap apni video ko sabse uper search me lana chahte ho to niche diye gaye point's ko follow karo
(1) Download [Tags You] App
So dosto apko ek (tags you) name ki app ko download kar lena he aap ise playstore se bhi download kar sakte he or niche link bhi diya gya he
(2) Open The App
App open karne ke bad apko dusre wale option ( get tags from url) par click karna he
Uske bad apko yha par video ka link dalne ko bola jayega isme apko us video ka link dalna he jo ki youtube par search me sabse uper as ati he or phir check par click kar dena he jisse hoga ye ki us youtuber ne jo bhi tags apni video me use kiye honge wo apke samne aa jayenge apko simply in tags ko copy karna he or apni video ke tags me daal dena he jisse hoga ye ki apki video us youtuber ki video ke sgetion me aa jayegi or jo log uski video ko watch karenge to vo apki video bhi dekh lenge jisse ki apki video par jyada watch time ayega aur jitna jyada watch time ayega apki video search list me utni hi uper ayegi aur ek time aisa bhi ayega ki apki video sabse uper show hogi
Download App👇https://play.google.com/store/apps/details?id=tag.zilni.tag.you
Comments
Post a Comment